Wednesday, December 1, 2021

share market/shere market ya stock market Kya hai

share market/shere market kya hai, 
stock market kya hai.

Logo ko share market  ek juva lagata hai aab aap khud socho kya sach mai ye sab ek juva hai , agar meri mano to nahi  agar aapko stock market ek juva lag raha hai ye adha adhura gyan hain ,kyuki jadatar logo ko ye bat pata hi nahi hain ki aakhir stock Market hai kya, agar aap puri stock market ke bare mai study kar lete ho to stock market juva nahi hai aagar aap aadha dhura gyan leke aap stock market mai aate ho to ye juve jaisa hi hain.
What is stock market hindi
What is Share market hindi 

What is share market hindi 

Is duniya mai paise kon nahi kamana chahata hai , har koi paise kamana chahata hai mai aap ,, " har koi aadmi is duniya mai paise kamane ke liye  hi ladh raha hai, hame hamare sapano ko pura karne ke liye paso ki jarurat hai agar hamare pass paisa hai toh, hmm hamare sapno ko pura kar sakate hai, paisa hai to hi ijjat hai. Lekin ye sab sach bhi nahi hai lekin paisa hai to  duniya mai value. Bohat jada hai. 
 Paise kamane ke bohat sare raste hai kuch log mehanat kar ke paise kamate hai kuch log aapne paise dav par laga kar bhi paise kama lete hain, lekin ye log esi konsi jaga hai vaha dav laga kar ke bhi munafa hota hai fayada hota hai or paise kamaye jate .. ji ha dosto esi jaga hai stock market hain. Share bajar. Jaha par aap apane paise dav par laga kar ke  kafi sare paise kama sakate.

Aakhir stock market Hota kya hain?
 
Share market ek esa market hota hai jaha bohat sare company ke share kharide jate hain or bohat sare share beche jate hai .. yaha se log bohat sara paisa kama bhi sakate hai or bohat sara paisa gama bhi sakate hain.
Kisi company ke share kharidne ka matalab hai us company ka hiseesar ho jana jitane aap us company ke share kharidte hai utane hi % ka malif aap us company ke ho jate ho .
 Agar future mai aagr company ko koi bada munafa hota hain to utna hi munafa aapko bhi hota hain , or agar company ko bhavisha mai koi nukasan ghata loss hota hai to utana nuksan ghata loss aapko bhi hoga. 
 Jis taraha stock market mai paisa kamana aasan hota hai vaise hi stock market mai paise gamana bhi asan hota hain, kyuki  stock market mai uatar chadhav bohat tezi se hote hain.

Share Bazar mai share kab kharidane Chayiye

Stock market mai  paise dalne se pahale aap apana  experience  le lijiye,  kab investment karni chayiye kab investment nahi karni hai ye sab jane bina stock market mai investment nahi karni chayiye , mai  chahunga aap 100 rupe se shurvat karo . Loss ya profit  ke sath agar study karni hai to aapko  ye bat pata hona jaruri hain. 100 rs se aap bohat kuch shik sakate ho aapko puri information pata karni hai ki aapko kis taraha ke company mai investment karni hai or kis taraha share market kam kar raha hai  ye aapko puri taraha se sikhana hoga tabhi aap share mai investment se sikh sakte ho.

Yah Galtiya na kare share market main

1-Kabhi bhi loan leke share market mai na aaye.
2- investment kaha karni hai ye kisi or se mat ray mango. Khud analysis karo or investment karo kisi or ki ray se mat chalo , kyuki kise pata hai samane vala  confirm hai.
3rd- news ke bharose mat raho , kyuki aap Trade nahi long term kar rahe ho 

Ummid hai aapko share market ya stock market kya hai samaj aaya hona .

No comments:

Post a Comment

विशिष्ट पोस्ट

शेयर मार्केट किन लोगों के लिए नहीं बना। Share market tips hindi

 शेयर मार्केट में आना मतलब हर किसी के बस की बात नहीं है अगर आपको शेयर मार्केट का नॉलेज ही नहीं है तो फिर आप तो शेयर मार्केट में आओ ही मत क्य...

Popular Posts